Friday, July 5, 2013
Ek achi Beti ka apne Pyar ko jawab
Ek achi Beti ka apne Pyar ko jawab Haan ye sach hai ke mujhe tum se Mohabbat hai Ye
bhi sach hai k mai tumhari chahat hun Par meri zindagi me chahato ki kami toh nahi
Rishte Aur bhi hai ek sirf tum hi toh nahi Apni zaat ke is pehlu se aaj milwaao tumhe..? Mai
kya hun kaisi hun batlaaon tumhe..? Apni Maa ki tarbiyat hun mai Izzat hun Apne Baba
ki Maan hun Apne bhai ka Nishaan hun Apni behno ki parchai
ki Toh bahek jaaon main yeh kabhi mumkin hi nahi
Ke Dil woh sab bhi toh rakhte hai Ek tum hi toh nahi...!!

Wednesday, July 3, 2013
.Isi ehsaas ka naam hai“PYAR....”
Woh raaton ko jagna Woh uski 1 jhalak ko tarsna
Woh uski khushi me khush hona Woh uske dukh
me rona .Woh uska na hone par aankhon ka bhar
aana .Woh uske aa jane par khil jana Woh uske dur
se dekhne par muskurana Woh uske pass se gujar
jane par ghabrana Woh choti-2 baaton par ruthna.Woh ek pal me maan jana.Woh kisi or se
baat karne par chidna.Woh ek hansi mein sab
bhula dena.Woh usko chup-2 kar dekhana.Woh
najro ko milte hi unka jhukhna.Woh bin bole har
baat ko samjhna wo hut-muth ki takrar.Woh
khamosh ikrar.Isi ehsaas ka naam hai“PYAR....”
~~~~”Rahul”~~~

Subscribe to:
Posts (Atom)