Showing posts with label girl poem love lover parivaar. Show all posts
Showing posts with label girl poem love lover parivaar. Show all posts

Sunday, November 10, 2013

dil bekaraar hi na karoon.............


Teri bewafaai mein dil bekaraar hi na karoon,
Tu hukm de to tera intezaar hi na karoon,

Tu bewafa hai to kuch iss kadar bewafaai kar,
Ke tere baad main kisi aur se pyaar hi na karoon…....

Saturday, November 9, 2013

KI TUJHE MEIN KITNA PYAR KRTA HOON..............................

Jane-anjane, mein tujhe BEZAAR KRTA HOON..
Tere mutabiq, tera jeena DUSHWAR KRTA HOON.. 
Ek bar ye narazgi chhod ke to dekh» 
KI TJHE MEIN KITNA PYAR KRTA HOON

Teri ek jhalak ka har ghdi, TLBGAAR REHTA HOON.. 
Har agli subah, bnd ankhon se tera, DEEDAR KRTA HOON..
Tu khud apne dil se puchh»
KI TUJHE MEIN KITNA PYAR KRTA HOON

Tu mera subkuchh loot ke bhi kuchh de gya,
Ki unhi teri yadon se mein PYAR KRTA HOON..
Kbhi meri yad aaye,
to puchhna unse kyu aayi..?» Zwab milega,
KI TUJHE MEIN KITNA PYAR KRTA HOON

Tujhe paane ke sajde,
mein har MANDIR-O-MAZAAR KRTA HOON..
Ab to hr roz, us lamhe ka INTEZAR KRTA HOON..
Jab tujhe bahon me bhrke kahunga
DEKH, TUJHE MEIN KITNA PYAR KRTA HOON

. . Par . . Dekha hai maine,
guzrte waqt ke sath, badlta hai insan..
To fir ek swaal, main SAR-E-BAZAR KRTA HOON..
Kyu nahin badlta ye kambkht dil,
KYU MEIN TUJHE AAJ BHI ITNA PYAR KRTA HOON???

rahul meena

Friday, November 1, 2013

Na jane mere


Na jane mere ansuo ko teri judai ki khabar kaun deta hai, Shayad ye khud he nikal padte hai teri talash mein….

Monday, October 7, 2013

कुछ और मांग मेरा हाथ मांगने वाले...

मेरा कलम मेरे ज़ज्बात मांगने वाले... 
कुछ और मांग मेरा हाथ मांगने वाले... 

तमाम गाँव तेरे भोलेपन पे हसता है, 
धुएं के अब्र से बरसात मांगने वाले... 


ये लोग कैसे अचानक अमीर बन बैठे, 
ये सब थे भीक मेरे साथ मांगने वाले... 

कलेजा चाहिए जीने को ऐसे जंगल में, 
कुछ और मांग मेरी रात मांगने वाले... 

कभी बसंत में प्यासी जड़ों की चीख भी सुन, 
लुटे शज़र से हरे पात मांगने वाले...

Monday, September 30, 2013

Buhat Masroof Ho Shayad....

Buhat Masroof Ho Shayad....
Jo Hm Ko Bhool Baithy Ho...

Na Ye Poocha Kahan Pe Ho..
Na Ye Jana K Kaise Ho...

Jane Kyu Dil Se Teri Yaad Jati Nhi

Jane Kyu Dil Se Teri Yaad Jati Nhi
Me Tujko Bhol Jaon Ye Baat Dil ko
Bhati Nhi
Waqt Mile to Yaad kar Lena Humen
Warna Tumse to Shikayt Bhe ki Jati
Nahi...

Mujhe rona nahi aata

Mujhe rona nahi aata
Mujhe khona nahi aata
Ke tum bin jina mumkin nahi
Jo dard tum dena chahti ho mujhe wo
sahna ni aata
Tum to rah loge sath kisi aur ke magar
Main kya karu mujhe rishta badalna bhi
nahi aata
Tum to wakif ho andaz e guftgu ke
Mujhe to baat karne ka salika bhi nahi
aata
Tum to jeet jate ho lad jhagad kar bhi
Dekho mujhe to ladna bhi ni aata
Tum to khush rah loge mere bin
Dekho tumhare bina to mujhe jena bhi
nhi aata...

Chaahat Ke Yeh Kaise Afsane

Chaahat Ke Yeh Kaise Afsane Huye,
Khud Nazron Mein Apni Begane Huye,
Kisi Bhi Riste Ka Khayal Nahi Mujhe,
Ishq Mein Tere Is Kadar Diwaane Huye…

Thursday, June 27, 2013

A poem by a girl who left her lover for her family......




She writes these words to her
lover"s new gf ; (
Aaj apne parivaar k liye maine
mera pyaaar kho diya..
ye dard sehne k baad b logo ne
mujhe bewafa keh diya..
Main khud ko maaf nhi kr
paaungi kabhi, ye usse me
samjha nhi paaungi
kabhi..
Tum jab aaogi uski zindagi
me usee sambhaal lena, bhool jaae wo mujhe usse itna
pyaar dena..
Use meetha nahi pasand hai
khyal rkhna.. Sardiyo me aksar
bimar ho jata
hai ,dhyaan rkhna..
Kabhi kabhi bahut gussa ho jata
hai..
Pyaar se poocho to ro jaata
hai..
Usse gusse mai kabhi kuch
karne mat denaa..
Usse Baarisho me kabhi akela
rehne mat denaa..
Door jaaye kabhi to uska hath
thaam lena..
Tumhe waqt na de paaye to
naraz na hona.. Kabhi mujhe yaad kar baithe to
usse chodh kar mat jaana..
Bas usse kass kar apni bahon
me
bar lena..
Bhoolega wo sab kuch
ek din,
Bhool jayega wo mujhe ek
din.