kabi toot kr bikhar gaya kabi berukhi se guzr gaya Koi bat b na keh saka bas thori dair ka sath tha wo mila tha raat khawab me Junhi subah hoi wo bichar gaya Jab chor don ga wo gali Ussey yad aye gi tab meri wo dhonde ga mujhe gali gali or khabar mily gi me guzar gaya
No comments:
Post a Comment