Friday, October 25, 2013

Aaj arse baad jab suni uski awaaz......


Aaj arse baad jab suni uski awaaz,
toh laga ki mere bahut pass hai woh.
Ho gayi nam yeh aankhen jab hosh aaya,
aur paya ki kabhi naa puri hone wali aas hai woh.

No comments: