Tuesday, October 22, 2013

“HAPPY KARVA CHAUTH”



Jab Tak Na Dekhe Chahera Aapka,
Na Safal Ho Ye Tyohar Hamara,
Aapke Bina Adhura He Jivan Hamara,
Jaldi Aao Dikhado Apni Surat,
Aur Kar Do Karva Chauth Safal Hamara. 
Jo Hame Apki Ek Zalak Mil Jaye,
To Hamara Ye Vrat Safal Ho Jaye,
Ham To Baithe Hain Aapke Intezar Mein,
Aap Aaye Aur Hamare Vrat Ko Pura Karde.
Happy Karwa Chauth.
Ham To Bhukh Se Mar Rahe He Yahan
Par Aapko Hamari Qadar Hai Kahan,
Aaj Hai Hamara Karva Chauth,
Aake Pilao Pani Dur Karo hamari Pareshani.

Happy Karva Chauth.
Jan Heet Me Jari Aaj Ye Farman Hai,
Dil Se Nikla Hua Ye Hamara Aramaan Hai,
Hai Aaj Karva Chauth Suhani,
Jis Par Fida Hamari Jaan Hai,
Happy Karwa Chauth.
Pura Din Hai Aaj Hamara Upavas,
Pati Aaye Jaldi Yahi He Aas,
Na todna Hamari Ye Aas,
Kyu Ke Aaj He Karva Chauth,
Aaj Ke Din Mat Karna Hamara Uphaus…
“HAPPY KARVA CHAUTH”

No comments: