Saturday, November 30, 2013

woh humsafar tha....

Tarq-e-taaluqaat pe roya na tu, na main..
Lekin ke yeh kya chain se soya na tu, na main..

Jab tak bikaa na tha, to koi poochhta na tha..
Tumnay mujhe khareed kar anmol kar diya..

Who humsafar tha, magar uss say humnawaayi thi,
Ke dhoop chhaon ka alam raha, judaai na thi..

Suna hai ghair ki mehfil main tum na jaoge.. kaho to aaj sajaa loon gharib-khanay ko..
Adavaatain thi, taghaful tha, ranjishain thi magar, 
Bichhaddnay walay mein sab kuch tha, bewafai na thi..

Bichhaddtay waqt un aankhon mein thi humari ghazal,
Ghazal bhi who jo kisi ko abhi sunayi na thi..
Teri soorat se nahin milti kisi ki soorat, hum jahan mein teri tasveer liye phirtay hain..


Adaavatein theen..Taghaaful thaa
Ranjishein theen Magar..
Adaavatein theen..Taghaaful thaa…
Ranjishein theen Magar….
Bicharne walay main sab kuch thaa Bewafai na thi…
Bicharne walay main sab kuch thaa Bewafai na thi…
Kay dhoob chaaon ka…..

Kay dhoob chaaon ka aalam raha judai na thi…

Wo humsafar thaa……..
Wo humsafar thaa……..
Wo humsafar thaa magar us sey humnawai na thi…

Wo humsafar thaa magar us sey humnawai na thi…

No comments: