Wednesday, October 7, 2015

sab k pass hota hai..

Ek sa dil sab k pass hota hai..
fir kyu nahi sab pe vishvas hota hai..!!
.
.
insan chahe kitna hi aam kyo na ho..
wo kisi na kisi k liye zarur khas hota hai...!!

No comments: