Monday, February 1, 2021

अब उससे बात नही होती






Ab usse baat nahi karni,
Par ab baat usi ki karni hai.
Din de diya tujhe aye zindagi apni,
Magar raat usi ki karni hai.
Bakshe agar muft mein mujhe khuda se ek hasrat khaas usi ki karni hai.
Main kya karun inn deewaano ka
Mujhe batameezian bs bardaast usi ki karni hai.


 

No comments: